Posts

Showing posts from March, 2020

Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qayamat Ki Nishaniyan

Barish ke qatron ki tarah Fitne Nazil honge Hazrat Umar (R.A) Fitno ke Aagey Darwaza hain Mashriq se Shaitan ka Seengh Namudar hoga Qayamat se pehle khoob khoonraizi hoga Muslaman aapas me Qatal-o-Gharat karenge Khuwarij ka zahoor Maal aur Khazane ba’qasarat Hasil honge Bait ul Maqdas ki Fatah Taoon (plague) ki waba phailegi Imandari kum aur khayanat bharpoor hogi Zabir o Zalim Hukmaran honge Fahashi aam ho jayegi Aurtein kapdey pahen’ne ke bawjood barhana (Nangi) hongi Ilm ka khatma aur jahalat mein izafa ho jaye ga Zina aam ho jayega Sharab halal Samjhi jayegi Mausiqui – Gana bajana aam ho jayega Rishtadari todi jayegi aur hamsaye bure honge Log Ajnabi ban jayenge Jhoot Qasrat se bola jayega Jhooti gawahi di jayegi Bad’Amli phail jayegi Log bakheel (Kanjus) ho jayenge Ummat e Muslima Shirk me mubtala ho jayegi Ummat e Muslima ki Auratein Shirk mein ziada mubtala hongi. Masajid me Zaib o Zeenat aur fakhar o Mubahaat kiya jayega Sood aur Haram Maal ba’qasr...