Posts

Showing posts from June, 2024

Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Teen Tarah Ki Duayein Zarur Qubul Hoti Hai

Image
  𝗧𝗲𝗲𝗻 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗵 𝗞𝗶 𝗗𝘂𝗮𝘆𝗲𝗶𝗻 𝗭𝗮𝗿𝘂𝗿 𝗤𝘂𝗯𝘂𝗹 𝗛𝗼𝘁𝗶 𝗛𝗮𝗶:  Abu Huraira R. A bayan karte hai, RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Teen duaein esi hai jin ki qubuliyat me koi shaq nahi, Walid ki duaa, Musafir ki dua aur Mazlum ki duaa.  𝗠𝗶𝘀𝗵𝗸𝗮𝘁 𝟮𝟮𝟱𝟬, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵