Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

ALLAH TA'ALA Ne Umar Ki Zabaan O Dil Par Haq Ko Jari Farma Diya Hai

 ALLAH TA'ALA Ne Umar Ki Zabaan O Dil Par Haq Ko Jari Farma Diya Hai


RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”ALLAH TA'ALA ne Umar ki zabaan o dil par haq ko jari farma diya hai “. abdullah bin Umar R.A kehte hain : kabhi koi aisa waqea nahi huwa jis mein logo ne apni rayein paish ki ho aur Umar bin khataab R.A ne ( Ravi kharja ko shak ho gaya hai ) bhi raye di ho, magar quran is waqea se mutaliq Umar R.A ki apni raye ke mawafiq nah utra ho.


the Messenger of Allah (ﷺ) said: Indeed Allah has put the truth upon the tongue and in the heard of 'Umar. He said: And Ibn 'Umar said: 'No affair occurred among the people, except that they said something about it, and 'Umar said something about it' or he said - Ibn Al-Khattab - Kharijah (one of the narrators) had a doubt about it - except that the Qur'an was revealed in line with what 'Umar had said. 

Tirmazi 3682 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab