Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Ki Qasam Padosiyo Ko Takleef Pahuchane Wala Momin Nahi

 ALLAH Ki Qasam Padosiyo Ko Takleef Pahuchane Wala Momin Nahi

RASULULLAH ﷺ ne farmaaya: ALLAH ki qasam woh shakhs momin nahi! ALLAH ki qasam woh shakhs momin nahi! ALLAH ki qasam woh shakhs momin nahi! kisi ne puchha: Aye ALLAH ke Rasool! Kaun shakhs momin nahin? RASULULLAH ﷺ ne farmaaya: Woh shakhs jis ki takleef wa sharaarat se us ka padosi mahfooz na ho.


Narrated Abu Shuraih: The Prophet said, By Allah, he does not believe! By Allah, he does not believe! By Allah, he does not believe! It was said, Who is that, O Allah's Apostle? He said, That person whose neighbor does not feel safe from his evil. 

Bukhari 6016 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare