Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Juma ke Khutbey mein Imaam ke qareeb baitha karo

 𝗝𝘂𝗺𝗮 𝗸𝗲 𝗞𝗵𝘂𝘁𝗯𝗲𝘆 𝗺𝗲𝗶𝗻 𝗜𝗺𝗮𝗮𝗺 𝗸𝗲 𝗾𝗮𝗿𝗲𝗲𝗯 𝗯𝗮𝗶𝘁𝗵𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗼


RASULULLAH ﷺ ne farmaya Naseehat ki majalis (Juma ke Khutbey) mein haazir hua karo aur Imaam ke qareeb baitha karo kyunki Aadmi dur hota rahta hai yaha tak ki wo Jannat mein bhi peeche rah jata hai chahey usmein dakhil ho jaye.

RASULULLAH ﷺ Said Attend the Gathering for the Remembrance of Allah (Friday Sermons) and sit near the Imam, because if the person keeps away (from imam) he will be left behind in the paradise even he enter in it.


𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮 𝘁𝘂𝘀 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮-𝟰𝟴𝟴 , 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab