Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Sood (Riba) Khaney waley ka Dardnaak Anjaam

 Sood (Riba) Khaney waley ka Dardnaak Anjaam

RASULULLAH ﷺ ne farmaya Raat mein mainey do aadmee dekhey wo dono mere paas aaaye aur mujhe Bait-ul-Muqaddas mein le gaye phir hum sab wahan se chaley yahan tak ke hum ek khoon ki Nahar par aaye wahan ek shkash (nahar ke kinarey par) khada hua tha aur nahar ke beech mein bhi ek shkash khada hua tha .(nahar ke kinarey) khadey honey waley ke samney paththar Parhey huye they, beech nahar wala aadmee aata aur jaisey hi wo chahta ki wo bahar nikal aaye to bahar wala shkash uskey munh par paththar kheench kar marta aur wo jaha tha wohi phir laut jata, mainey apney saathiyon(farishton) se pucha ki ye kya hai to unhoney uska jawab ye diya ki nahar mein tumney jis shaksh ko dekha wo sood khaney wala insaan hai.

Sahih Bukhari 2085

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab