Posts

Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jiski Niyat Qarz Ada karne ki ho usko Allah ki taraf se Madad mil jati hai

Jiski Niyat Qarz Ada karne ki ho usko Allah ki taraf se Madad mil jati hai RASULULLAH ﷺ  ne farmaya jis Shaks par Qarz ho aur wo ada karne ki Niyat rakhta ho to uske sath Allah Subhanahu ki taraf se madad ho jati hai aur Allah subhanahu uske liye rizq ka Zariya bana deta hai RASULULLAH ﷺ Said Any person who has debt and he has intention to pay it , he will be helped by Allah Subhanahu and Allah will make the way of sustenance for him Al-Silsila-tus-Sahiha - 1294

Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to

𝗝𝗶𝘀 𝗦𝗵𝗮𝗸𝗵𝘀 𝗽𝗮𝗿 𝗤𝗮𝗿𝘇 𝗵𝗼 𝗮𝘂𝗿 𝗪𝗼 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗻𝗲 𝗸𝗶 𝗻𝗶𝘆𝘆𝗮𝘁 𝗿𝗮𝗸𝗵𝘁𝗮 𝗵𝗼 𝘁𝗼 RASULULLAH ﷺ ne farmaya Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to ALLAH Subhanahu ki taraf se uske saath madad hoti hai aur ALLAH Subhanahu uske liye Rizq ka sabab bana deta hai. RASULULLAH ﷺ Said the person who has a debt and intends to pay it, then ALLAH Subhanahu will help him, and ALLAH Subhanahu will provide him the source of sustenance 𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮-𝟭𝟲𝟵𝟱-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

ALLAH Ki Baargah Mein Zyada Mehboob Amal

  𝗔𝗟𝗟𝗔𝗛 𝗞𝗶 𝗕𝗮𝗮𝗿𝗴𝗮𝗵 𝗠𝗲𝗶𝗻 𝗭𝘆𝗮𝗱𝗮 𝗠𝗲𝗵𝗯𝗼𝗼𝗯 𝗔𝗺𝗮𝗹 Abdullah Radiallahu anhu se rivayat hai ki mainey RASULULLAH ﷺ se pucha ki ALLAH TA’ALA ki baargah mein kaunsa amal jiyada mehboob hai ? Aap ﷺ ne farmaya ki apne waqt par namaz Parhna phir pucha uskey baad ,farmaya waldain (parents) ke saath achcha aur neik suluk karna, pucha iskey baad, farmaya ALLAH ki raah main jihad karna Abdullah Radiallahu anhu ne kaha ki mainey itna hi pucha agar main aur sawalat karta to Aap ﷺ mujhe aur jawabat farmate. Narrated 'Abdullah Radiallahu anhu :I asked the Prophet ﷺ "Which deed is the dearest to Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed times." I asked, "What is the next (in goodness)?" replied, "To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is the next (in goodness)?" replied, 'To participate in Jihad (religious fighting) in Allah's cause." 'Abdullah added, ...

Walidein ki taraf se Hajj or Umrah Karna

𝗪𝗮𝗹𝗶𝗱𝗲𝗶𝗻 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗳 𝘀𝗲 𝗛𝗮𝗷𝗷 𝗼𝗿 𝗨𝗺𝗿𝗮𝗵 𝗞𝗮𝗿𝗻𝗮 Banu amir ke ek shaksh ne Kaha , Ya RASULULLAH ﷺ mere walid bahut umar daraz hain wo apney aap na to hajj kar saktey hain na umrah aur na hi wo jabal (mount) par ja saktey hain Aap ﷺ ne farmaya apney Walid ki taraf se Hajj aur umrah karo. A man of Banu Amir said: Oh Apostle of Allah ﷺ , my father is very old, he cannot perform hajj and umrah himself nor can be ride on a mount. He ﷺ said: Perform hajj and umrah on behalf of your father. 𝗔𝗯𝘂 𝗗𝗮𝘄𝘂𝗱, 𝟭𝟴𝟭𝟬, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab

𝗠𝗮𝗿𝗵𝘂𝗺 𝗞𝗶 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗳 𝗦𝗲 𝗦𝗮𝗱𝗾𝗮 𝗔𝘂𝗿 𝗨𝘀𝗸𝗮 𝗦𝗮𝘄𝗮𝗯 S ad bin 'Ubada Radiallahu anhu ki Maa ka jab inteqal hua to wo unki khidmat mein mojud nahi they unhoney aakar RASULULLAH ﷺ se farmaya, ya RASULULLAH ﷺ meri walida ka jab inteqal hua to main unki khidmat mein hazir nahi tha, agar main koi cheez sadqa karu to us sey unhey fayda pahunch sakta hai Aapﷺ ne farmaya Haan, unhoney kaha main Aapko gawah banata hun mera Makhraf naam ka baag unki taraf se sadqa hai. Narrated Ibn 'Abbas Radiallahu anhu: The mother of sad bin 'Ubada Radiallahu anhu died in his absence. He said, "O Allah's Apostle ﷺ ! My mother died in my absence; will it be of any benefit for her if I give Sadaqa on her behalf?" The Prophet ﷺ said, "Yes," Sa’d said, "I make you a witness that I gave my garden called Al Makhraf in charity on her behalf." 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟮𝟳𝟱𝟲

Marhum ki taraf se baqi nazar

𝗠𝗮𝗿𝗵𝘂𝗺 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗳 𝘀𝗲 𝗯𝗮𝗾𝗶 𝗻𝗮𝘇𝗮𝗿  Saad bin ubada radi allahu anhu ne RASULULLAH ﷺ se masla pucha aur arz kiya ki Meri maa ka inteqal ho gaya hai aur uskey zimmey ek nazar thi Aap ﷺ ne farmaya uski nazar puri kar de. Sad bin Ubada consulted Allah's Apostle ﷺ saying, "My mother died and she had an unfulfilled vow." The Prophet said, "Fulfill it on her behalf." 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟮𝟳𝟲𝟭

Maa achche suluq ki sabse zyada haqdar hai

  𝗠𝗮𝗮 𝗮𝗰𝗵𝗰𝗵𝗲 𝘀𝘂𝗹𝘂𝗾 𝗸𝗶 𝘀𝗮𝗯𝘀𝗲 𝘇𝘆𝗮𝗱𝗮 𝗵𝗮𝗾𝗱𝗮𝗿 𝗵𝗮𝗶 Ek sahabi RASULULLAH ﷺ ki khidmat mein hazir huye aur arz kiya ki ya RASULULLAH ﷺ mere achche suluq ka sabse ziyada haqdar kaun hai ? farmaya ki tumhari Maa, puch ki iskey baad kaun hai ? farmaya tumhari Maa, unhoney phir pucha iskey baad kaun hai ? Aap ﷺ ne phir farmaya tumhari Maa, unhoney pucha ki iskey baad kaun hai Aap ﷺ ne farmay tumharey walid ( father). A man came to ALLAH's Apostle ﷺ and said, "O ALLAH's Apostle! Who is more entitled to be treated with the best companionship by me?" The Prophet ﷺ said, "Your mother." The man said. "Who is next?" The Prophet said, "Your mother." The man further said, "Who is next?" The Prophet said, "Your mother." The man asked for the fourth time, "Who is next?" The Prophet ﷺ said, "Your father. " 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟱𝟵𝟳𝟭, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Marhum Waliden ki taraf se Hajj

  𝗠𝗮𝗿𝗵𝘂𝗺 𝗪𝗮𝗹𝗶𝗱𝗲𝗻 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗳 𝘀𝗲 𝗛𝗮𝗷𝗷 Ibn Abbbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek aurat ne RASULULLAH ﷺ se apni walid ke bare mein pucha jiska inteqal bagair hajj kiye ho gaya to Aap ﷺ ne farmaya tum unki taraf se hajj karo. Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki ek shaksh ne RASULULLAH ﷺ se farmaya ki mere walid ki wafat ho gayi aur wo hajj nahi kar sake , kya main unki janib se hajj kar sakta hu, Aap ﷺ ne farmaya agar tumhare walid sahib par karz hota to kya tum unki taraf se wo karz ada kartey ? usney kaha ji haan to Aap ﷺ ne farmaya phir Allah subhanahu ka karz ada karne ka haq zyada hai. 𝗦𝘂𝗻𝗮𝗻 𝗡𝗮𝘀𝗮𝗶𝗶, 𝟮𝟲𝟯𝟱 & 𝟮𝟲𝟰𝟬-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Teen Tarah Ki Duayein Zarur Qubul Hoti Hai

Image
  𝗧𝗲𝗲𝗻 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗵 𝗞𝗶 𝗗𝘂𝗮𝘆𝗲𝗶𝗻 𝗭𝗮𝗿𝘂𝗿 𝗤𝘂𝗯𝘂𝗹 𝗛𝗼𝘁𝗶 𝗛𝗮𝗶:  Abu Huraira R. A bayan karte hai, RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Teen duaein esi hai jin ki qubuliyat me koi shaq nahi, Walid ki duaa, Musafir ki dua aur Mazlum ki duaa.  𝗠𝗶𝘀𝗵𝗸𝗮𝘁 𝟮𝟮𝟱𝟬, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵