Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Roze Chodhne Ka Fidya

 Roze Chodhne Ka Fidya

Aye logo jo imaan laaye ho, tum par rozay farz kar diye gaye, jis tarha tum se pehlay ambia par farz kiye gaye thay. is se tawaqqa hai ke tum mein taqwa ki sift peda hogic chand muqarrar dinon ke rozay hain. agar tum mein se koi bemaar ho, ya safar par ho to dusre dino mein itni hi tadaad poori kar le. aur jo log roza rakhne ki qudrat rakhte ho phir nah rakhe to woh Fidya de. Ek roze ka Fidya ek maskeen ko khana khilana hai aur jo apni khushi se Kare, to yeh isi ke liye behtar hai. lekin agar tum samjhoo, to tumhare haq mein acha yahi hai ke tum roza rakho .

O you who have believed, decreed upon you is fasting as it was decreed upon those before you that you may become righteous [Fasting for] a limited number of days. So whoever among you is ill or on a journey [during them] - then an equal number of days [are to be made up]. And upon those who are able [to fast, but with hardship] - a ransom [as substitute] of feeding a poor person [each day]. And whoever volunteers excess - it is better for him. But to fast is best for you, if you only knew. 

Surah Baqara 183,184

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare