Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Apne Maa Baap Ko Gali Dena Kabirah Gunaho Mese Hai

 Apne Maa Baap Ko Gali Dena Kabirah Gunaho Mese Hai

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”apne maa baap ko gaali dena kabira gunaho mein se hai “, sahaba ne arz kya : ALLAH ke RASUL! bhala koi aadmi apne maa baap ko bhi gaali dega? aap ne farmaya : ”han, woh kisi ke baap ko gaali dega, to woh bhi us ke baap ko gaali dega, aur woh kisi ki maa ko gaali dega, to woh bhi us ki maa ko gaali dega“ . 

The Messenger of ALLAH said: It is among the greatest of sins that a man should curse his parents. They said: O Messenger of ALLAH! Does a man curse his parents? He said: Yes. He verbally abuses the father of a man, who in turn, verbally abuses his father, and he (retaliates and) curses his mother , so he curses his mother. 

Tirmazi 1902 ,Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare