Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Khushbu Laga Kar Mehfil Me Jane Wali Aurat

 Khushbu Laga Kar Mehfil Me Jane Wali Aurat

Hazrat Abu Musa ashri razi Allah anho se rivayet hai ke RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Jo bhi aurat khusbhu laga kar logo ke paas se guzarti hai taake woh is ki khusbhu sunge ( aur is ki taraf mutwajjah ho) to woh badkar ( zania ) hai.' 


It was narrated that Al-Ash'ari said: The Messenger of ALLAH said: 'Any woman who puts on perfume then passes by people so that they can smell her fragrance then she is an adulteress.' 

Sunan Nasai 5129 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare