Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Juma Or Eid Ek Hi Din Hoto

 Juma Or Eid Ek Hi Din Hoto

Mein ne aik aadmi ko Zaid ban Arqam R.A se puchhte hue suna : kya aap neh Nabi akram ﷺ ke sath kabhi aik hi din do eid mein haazir rahay? unhone kaha : Jee haan, us aadmi ne kaha : to aap ﷺ kaisay karte they? unhone kaha : aap ﷺ neh eid padhai phir jummay ke baare mein rukhsat dedi aur farmaya : Jo padhna chahay padhe.

“I heard a man asking Zaid bin Arqam: ‘Were you present with the Messenger of ALLAH (ﷺ) when there were two ‘Eid on one day?’ He said: ‘Yes.’ He said: ‘What did he do?’ He said: ‘He prayed the ‘Eid prayer, then he granted a concession not to pray the Friday, then he said: “Whoever wants to pray (Friday), let him do so.”’” 

Ibne Maja 1310 , Sahih

Ye Hadees Un Logo Ke Liye Hai Jo Dehat Me Rehte The Or Unke  liye din me do bar namaz padhne ke liye aana Mushkil tha to RASULULLAH ﷺ ne huqm diya tha ke ek khutba bhut hai.




Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare