Qayamat Ke Roz ALLAH Teen Qism Ke Logo Se Guftugu Nahi Karega
- Get link
- X
- Other Apps
Qayamat Ke Roz ALLAH Teen Qism Ke Logo Se Guftugu Nahi Karega
RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Teen ( qisam ke log ) hain ALLAH un se guftagu nahi karega , na qayamat ke roz un ki taraf se dekhe ga aur na unhe ( gunaaho se ) pak karega aur unke liye dard naak azaab hoga.' ' Abu Zar R.A ne kaha : aap ne usay teen dafaa padha. Abu Zar R.A ne kaha : Nakam ho gaye aur nuqsaan se do char hue, aye ALLAH ke RASUL! yeh kon hain? farmaya :' ' apna kapdha ( Takhno se ) Niche latkane wala, ahsaan jatane wala aur jhooti qasam se apne samaan ki maang badhane wala.
The Messenger Of ALLAH ( ﷺ ) observed: Three are the (persons) with whom ALLAH would neither speak on the Day of Resurrection, nor would look at them nor would absolve the and there is a painful chastisement for them. The Messenger of ALLAH ( ﷺ ) repeated it three times. Abu Zar remarked: They failed and they lost; who are these persons, Messenger of ALLAH? They are: the dragger of lower garment, the recounter of obligation the seller of goods by false oath.
Sahih Muslim 293 , Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment