Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dhul Hijja Ke 10 Dino Ki Fazilat

Dhul Hijja Ke 10 Dino Ki Fazilat

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya un dino ke amal se ziyada kisi din ke amal mein fazilat nahi. logo ne pucha aur jihad mein bhi nahi. aap ﷺ ne farmaya ke haan jihaad mein bhi nahi siwa us shakhs ke jo apni jaan o maal khatrah mein daal kar nikla aur wapas aaya to sath kuch bhi nah laya ( sab kuch ALLAH ki raah mein qurbaan kar diya ) .

Narrated Ibn `Abbas: The Prophet said,   No good deeds done on other days are superior to those done on these (first ten days of Dhul Hijja).   Then some companions of the Prophet said,   Not even Jihad?   He replied,   Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his property in danger (for ALLAH'S sake) and does not return with any of those things. 

Bukhari 969 Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare