Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dua Se Pehle ALLAH ki Tareef Or RASULULLAH ﷺ Par Durood Bhejna

 Dua Se Pehle ALLAH ki Tareef Or RASULULLAH ﷺ Par Durood Bhejna

Mein namaz padh raha tha, aur nabi akram ﷺ mojood the, Abu Bakr aur Umar R.A ( bhi ) aap ke sath the, jab mein ( Qayda Akhir mein ) betha to pehle mein ne ALLAH ki tareef ki phir nabi ﷺ par durood bheja, phir apne liye dua ki, to Nabi Akram ﷺ ne farmaya : ”Mango, tumhe diya jaye ga, maang tumhe diya jaye ga

Abdullah said: I was prayed and the Prophet, Abu Bakr, and Umar were there, so when I sat, I started off with praising ALLAH, then sending Salat upon the Prophet, then supplicating for myself. So the Prophet said: 'Ask, your request will be granted, ask, your request will be ranted.

Tirmazi 593 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare