Posts

Showing posts from February, 2022

Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qabro Ki Zyada Ziyarat Karne Wali Aurato Pr RASULULLAH Ne Lanat Bheji

  Qabro Ki Zyada Ziyarat Karne Wali Aurato Pr RASULULLAH Ne Lanat Bheji RASULULLAH ﷺ ne qabron ki ziyada ziyarat karne wali aurto par lanat bheji hai. Abu Hurairah narrated: Indeed the Messenger of ALLAH cursed the women who visit the graves most.   Tirmazi 1056 , Sahih

Jaan Bhuj Kar Kisi Ka Maal Hadapna

  Jaan Bhuj Kar Kisi Ka Maal Hadapna Jo shakhs jaan-bujh kar qasam ke zariye dusre ka maal hadap kar lega, woh (qayaamat ke din) ALLAAH Ta'ala se is haal mein milega ke ALLAAH TA'ALA us se sakht naaraaz hoga." The Prophet said, If somebody on the demand of a judge takes an oath to grab (a Muslim's) property and he is liar in it, he will meet ALLAH Who will be angry with him Bukhaari 7183 Sahih

Qabr Pr Bethna Kesa

  Qabr Pr Bethna Kesa RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Tum mein se koi angare par ( is tarha ) beth jaye ke woh is ke kapdho ko jala kar us ki jild tak pahunch jaye, us ke haq mein is se behtar hai ke woh kisi qabar par baithy . ALLAH'S Messenger ﷺ as saying: It is better that one of you should sit on live coals which would burn his clothing and come in contact with his skin than that he should sit on a grave.  Muslim 2248 , Sahih

Agar Aurat Khwab Me Wohi Dekhe Jo Mard Dekhta ho

  Agar Aurat Khwab Me Wohi Dekhe Jo Mard Dekhta ho  Umm Salim R.A ne RASULULLAH ﷺ se aurat ke baare mein pucha jo khawab mein wohi kuch dekhatii hai jo mard dekhta hai to aap ne farmaya :' ' jab woh pani nikale to gusal kare.' ' It was narrated from Anas that Umm Sulaim asked the Messenger of ALLAH (ﷺ) about a woman who sees in her dream something like a man sees. He said: If water is released then let her perform Ghusl.  Nisai 195 , Sahih aurat ko night fall, wetdream, 

Adhi Raat Ke Baad Duaa Karne Ki Fazilat (Tahajjud)

  Adhi Raat Ke Baad Duaa Karne Ki Fazilat (Tahajjud) RASULULLAH ﷺ ne farmaya ke hamara rab Tabarak o taala har raat aasman duniya ki taraf nuzool farmata hai, is waqt jab raat ka aakhri tahai hissa baqi reh jata hai aur farmata hai kon hai jo mujh se dua karta hai ke mein is ki dua qubool karu, kon hai jo mujh se mangta hai ke mein usay du, kon hai jo mujh se bakhshish talab karta hai ke mein is ki bakhshish karu . ALLAH'S Apostle said, When it is the last third of the night, our Lord, the Blessed, the Superior, descends every night to the heaven of the world and says, 'Is there anyone who invokes Me (demand anything from Me), that I may respond to his invocation; Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him; Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him?'  Bukhari 6321, Sahih

Sone Se Pehle Quran Padhna

  Sone Se Pehle Quran Padhna Nabi Akram ﷺ us waqt tak sote na the jab tak ke sone se pehle aap Surah Sajda aur Surah Mulk padh na lete the . Jabir said: “The Prophet would not sleep until he reached Tanzil as-Sajdah and Tabarak.”  Tirmizi 3404, Sahih

Namaz Me Imam Se Aage Badhna

  Namaz Me Imam Se Aage Badhna Hazrat Abu Hurera R A se marwi hai, Muhammad ﷺ ne farmaya :' ' Jo shakhs imam se pehle apna sir utha leta hai, kya woh is baat se darta nahi ke ALLAH TA'ALA us ka sir gadhe ke sir jaisa bana de . It was narrated that Abu Hurairah said:  Muhammad (ﷺ) said: 'Does the one who raises his head before the Imam not fear that Allah may turn his head into the head of a donkey? '  Nisai 829, Sahih

Safo Me Khadhe Hone Ka Tarika

  Safo Me Khadhe Hone Ka Tarika. Hazrat Abu Masood R.A se riwayat hai ke RASULULLAH ﷺ hamare kandho ko pakadhte aur farmatay : Sidhe ho jao aur agay piche nah khade ho, warna tumhare dil badal jayenge ( un mein phoot par jaye gi ). aur mere qareeb tum mein se aqal mand ( baaligh ) aur samajh daar log khadhe ho, phir woh log jo un se qareeb hain, phir woh log jo un se qareeb hain . The Messenger of ALLAH (ﷺ) used to gently pat our shoulders (to make sure the row was straight) at the time of prayer, and he would say: 'Keep (the rows) straight; do not differ from one another lest your hearts should suffer from discord. Let those who are mature and wise stand closest to me, then those who are next to them, then those who are next to them. '  Nisai 813, Sahih

Imamat Karne Ka Zyada Haqdar Kon Hai

  Imamat Karne Ka Zyada Haqdar Kon Hai hazrat Abu Saeed Khudri R.A se riwayat hai, nabi ﷺ ne farmaya :' ' jab teen aadmi ho to un mein se ek imamat karaye aur imamat ka ziyada haq daar un mein se woh hai jo un mein se ziyada quran padhne wala ho.' ' It was narrated from Abu Sa'eed that the Prophet (ﷺ) said:  when there are three people let one of them lead the prayer, and the one who is most entitled to lead the prayer is the one who has most knowledge of the Qur'an.  Nisai 783, Sahih

12 Farishtay Ek Waqt Un Kalmaat Ko ALLAH Ke Samne Pesh Karne Ke Liye Lapke The.

  12 Farishtay Ek Waqt Un Kalmaat Ko ALLAH Ke Samne Pesh Karne Ke Liye Lapke The. Ek aadmi ne nabi ﷺ ke piche namaz padhi aur kaha : ALLAHU AKBARU KABIRA WAL-HAMDU LILLAHI KASHIRA, WA SUBHAN-ALLAHI BUKRATAN WAS ASILA ' ALLAH sab se badha hai, bohat badha. aur har tareef ALLAH ke liye hai, be intehaa. aur subah o shaam ALLAH hi ki pakizagi bayan hoti hai.' ' Nabi ﷺ ne farmaya :' ' yeh Kalimat kisne kahe the ?' ' ek aadmi ne kaha : Aye ALLAH ke nabi! mein ne. aap ne farmaya :' ' ALLAH ki qasam! 12 farishtay ek waqt un kalmaat ki taraf lapke the. ( har ek ki khwahish thi ke woh un kalmaat ko ALLAH TA'ALA ke huzoor paish kare. ) A man stood behind the Prophet of ALLAH (ﷺ) and said: (ALLAH is Most Great and much praise be to ALLAH and glorified be Allah at the beginning and end of the day). The Prophet of ALLAH (ﷺ) said: Who spoke these words? A man said: I did, O Prophet of ALLAH (SWT). He said: Twelve angels rushed (to take them up).  اللَّه...

RASULULLAHl ﷺ Ki Aksar Yeh Dua Hua Karti Thi

  RASULULLAHl ﷺ Ki Aksar Yeh Dua Hua Karti Thi Nabi Kareem ﷺ ki aksar yeh dua hua karti thi.  ALLAHUMMA RABBANA AATINA FID_DUNIYA HASANATA , WA_FIL AKHIRATI HANATA , WA_QINA AZABAN NAR. Narrated Anas: The most frequent invocation of The Prophet was: O Allah! Give to us in the world that which is good and in the Hereafter that which is good, and save us from the torment of the Fire. (2.201)  رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً ، وَفِي الْآخِرَةِ حَسَنَةً ، وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ Bukhari 6389, Sahih

ALLAH Ke Alawa Kisi Ko Gaib Ka Ilm Nahi

  ALLAH Ke Alawa Kisi Ko Gaib Ka Ilm Nahi Usi ke paas gaib ki kunjiya (Chabhi) hain jinhe uske siwa koi nahi jaanta. Khushki Or Tari (Zameen Or Pani ) mein jo kuch hai sab se woh waaqif hai. darakht se girne wala koi pata aisa nahi jis ka use ilm nah ho. zameen ke tareek pardo mein koi dana aisa nahi jis se woh bakhabar nah ho. khushk o tar sab kuch ek khuli kitaab mein likha Huwa hai . And with Him are the keys of the unseen; none knows them except Him. And He knows what is on the land and in the sea. Not a leaf falls but that He knows it. And no grain is there within the darknesses of the earth and no moist or dry [thing] but that it is [written] in a clear record.  Surah Anam 59

Bhut Kisi Ko Nuksan Nahi Pahucha Sakte

  Bhut Kisi Ko Nuksan Nahi Pahucha Sakte RASULULLAH ﷺ Ne farmaya Bhut pret Ko Kisi Ko nuksan pahuchane ka koi ikhtyar nahi. The Prophet ﷺ said: The ghost has no authority to harm anyone . Dawood 3913 ,Sahih

Is Tarah Apni Biwi Se Milna Haram Hai

  Is Tarah Apni Biwi Se Milna Haram Hai RASULULLAH ﷺ Ne farmaya Haiza aurat ke paas Aaye yaa apni aurat ke pass uski pichli sharmgah mein Aaye To woh un chizo Se bari Ho Gaya Jo Muhammad ﷺ par nazil ki gai hai. The Prophet ﷺ said: If anyone has intercourse with his wife when she is menstruating, or has intercourse with his wife through her anus, he has nothing to do with what has been sent down to Muhammad ﷺ Abu Dawood 3904, Sahih  A nal sex, Anal Sex in Islam , dubar , dubar ke raste biwi se jama karna, sex, is anal sex haram in islam

Jab Qazi Kisi Ke Haq Me Galat Fesla Karde

  Jab Qazi Kisi Ke Haq Me Galat Fesla Karde RASULULLAH ﷺ ne farmaya me insan Hi Hu Tum Apne Muqadmat Ko Mere pas laate ho ho sakta hai tum mese kuch log dusre ke muqable me apni dalil zyada behtar tarike se pesh karne wale ho to me unhi ke haq me fesla kardu jesa mene unse suna ho , to jis shaks ke liye me uske bhai ke haq ka fesla kardu to wo usme se hargiz kuch na le kyoki mein uske liye aag ka ek tukdha kaat raha hu. Umm Salamah reported the Messenger of Allah ﷺ as saying: I am only a human being, and you bring your disputes to me, some perhaps being more eloquent in their plea than others, so that I give judgement on their behalf according to what I hear from them. Therefore, whatever I decide fr anyone which by right belongs to his brother, he must not take anything, for I am granting him only a portion of Hell.  Abu Dawood 3583 , Sahih Wajahat :- Yaani Mein Insan Hu Or Insan Ko mamle ki haqiqat or Or uski batni ka ilm Nahi hota , islye qitab ullah ke zahir ke mutabik Lo...

Gaib Ki Bate Batane Wale Qahin Ke Pas Jana

Gaib Ki Bate Batane Wale Qahin Ke Pas Jana RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jo Kisi kahin ke pass Aaye fir jo woh kahe uski tasdik Kare to woh un chizo se bari Ho Gaya Jo Muhammad ﷺ par nazil hui. The Prophet ﷺ said: If anyone resorts to a diviner and believes in what he says he has nothing to do with what has been sent down to Muhammad ﷺ. Abu Dawood 3904, Sahih