Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Haqiqe / Aqiqa Me Ladke Ya Ladki Ki Taraf Se Kitne Janwar Qurbani Hote Hain

Haqiqe / Aqiqa Me Ladke Ya Ladki Ki Taraf Se Kitne Janwar Qurbani Hote Hain

حَدَّثَنَا الْحَسَنُ بْنُ عَلِيٍّ الْخَلَّالُ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّزَّاقِ،‏‏‏‏ عَنْ ابْنِ جُرَيْجٍ،‏‏‏‏ أَخْبَرَنَا عُبَيْدُ اللَّهِ بْنُ أَبِي يَزِيدَ،‏‏‏‏ عَنْ سِبَاعِ بْنِ ثَابِتٍ،‏‏‏‏ أَنَّ مُحَمَّدَ بْنَ ثَابِتِ بْنِ سِبَاعٍ أَخْبَرَهُ،‏‏‏‏ أَنَّ أُمَّ كُرْزٍ أَخْبَرَتْهُ،‏‏‏‏ أَنَّهَا سَأَلَتْ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَنِ الْعَقِيقَةِ،‏‏‏‏ فَقَالَ:‏‏‏‏    عَنْالْغُلَامِ شَاتَانِ،‏‏‏‏ وَعَنِ الْأُنْثَى وَاحِدَةٌ،‏‏‏‏ وَلَا يَضُرُّكُمْ ذُكْرَانًا كُنَّ أَمْ إِنَاثًا   ،‏‏‏‏ قَالَ أَبُو عِيسَى:‏‏‏‏ هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ صَحِيحٌ.

 انہوں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے عقیقہ کے بارے میں پوچھا تو آپ نے فرمایا: ”لڑکے کی طرف سے دو بکریاں اور لڑکی کی طرف سے ایک بکری ذبح کی جائے گی، وہ جانور نر یا ہو مادہ اس میں تمہارے لیے کوئی حرج نہیں“۔ 
امام ترمذی کہتے ہیں: یہ حدیث حسن صحیح ہے۔

RASULULLAH ﷺ  se aqiqa ke baray mein pucha to aap ne farmaya : ”ladhke ki taraf se do bakriyan aur larki ki taraf se ek bakri zibah ki jaye gi, woh janwar nar ya ho mada is mein tumahray liye koi harj nhi“ .

Narrated Umm Kurz: That she asked the Messenger of ALLAH (ﷺ) about the 'Aqiqah. He said:   For the boy is two sheep, and for the girl is one, it will not harm you if they (i.e. the sheep) are male or female.
 
Tirmazi 1516, Sahih
Haqiqe / Aqiqa kese Kare

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab