Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jab Shetan ye waswasa dale ALLAH ko kisne peda kiya to ye padhe

Jab Shetan ye waswasa dale ALLAH ko kisne peda kiya to ye padhe


Aisha Razi ALLAH anha se marwi hai ke RASULULLAH ﷺ ‌ ne farmaya : tum mein se kisi shakhs ke paas shetan aata hai aur kehta hai : tumhe kis ne peda kiya? woh aadmi kehta hai ALLAH ne. shetan kehta hai : Allah ko kis ne peda kiya ?. jab aisi surat e haal hoto yeh kalimat ada kare : (آمَنْتُ بِاللهِ وَرُسُلِهِ) (AAMANTU BILLAHI WA_RUSULIHI)  mein ALLAH aur ke Rasulo par imaan laya. is tarha shetan uske paas se bhaag jaye ga. 

Silsila Tus Sahiha 972 , Sahih

#allah ko kisne peda kiya

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare