Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qayamat ki wo Nishani Jo aaj sach hoti hui dikh rhi he

Qayamat ki wo Nishani Jo aaj sach hoti hui dikh rhi he
Musalmao pr dusri qaumo ki yalgaar

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Qareeb hai digar qaum tum par ese hi tut padhe jese khame wala piyalo par tuth padhta hai , to ek kehne wale ne kaha : Kya hum waqt tadad me kam honge ? Aap ﷺ ne farmaya: Nahi us waqt tum bahut hoge. Lekin tum selab ki jhaag ke manind hoge ALLAH TA'ALA us waqt tumhare dushman ke sine se tumhara khauf nikal dega. Or tumhare dilo me wahn daldega  to ek kehne wale ne kaha , ALLAH ke RASUL Wahn kya chiz hai ? Aap ﷺ ne farmaya ye duniya ki Muhabbat or maut ka darr hai.

 Narrated Thawban: The Prophet ﷺ ‌ ‌ said: The people will soon summon one another to attack you as people when eating invite others to share their dish. Someone asked: Will that be because of our small numbers at that time? He replied: No, you will be numerous at that time: but you will be scum and rubbish like that carried down by a torrent, and Allah will take fear of you from the breasts of your enemy and last enervation into your hearts. Someone asked: What is wahn (enervation). Messenger of Allah ﷺ: He replied: Love of the world and fear of death. 

Abu Dawood 4297 ,Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare