Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

 Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

ALLAH ke RASUL (ﷺ) ne farmaya: “Musalman ke Musalman par 5 haq hai: 

Salam ka Jawab dena,

Bimar ki Ayadat karna,

Janaze ke Sath Jana,

Dawat Qabool Karna,

Cheenk ka Jawab dena.“


ALLAH'S Messenger (ﷺ) saying, "The rights of a Muslim on the Muslims are five: To respond to the salaam, visiting the sick, to follow the funeral processions, to accept an invitation, and to reply to those who sneeze.

Bukhari 1240 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare