Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango - insan mitthi ka putla hain or is se galti ho hi jati hain koi kitna hi parhezgar insan ho unse galti ho jati hain chahe anjaane me ho, or RASULULLAH ﷺ ne bhi yahi kaha behtareen khatakar woh hain jo tauba kare, to agar apse koi galti ho jaye to fauran ALLAH ki taraf ruju kariye or us se maufi mangiye.
Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango Ayat in Arabic

وَ  اِذَا جَآءَکَ الَّذِیۡنَ یُؤۡمِنُوۡنَ بِاٰیٰتِنَا فَقُلۡ سَلٰمٌ عَلَیۡکُمۡ  کَتَبَ رَبُّکُمۡ عَلٰی نَفۡسِہِ  الرَّحۡمَۃَ ۙ اَنَّہٗ  مَنۡ  عَمِلَ  مِنۡکُمۡ سُوۡٓءًۢ ابِجَہَالَۃٍ  ثُمَّ تَابَ مِنۡۢ  بَعۡدِہٖ  وَ  اَصۡلَحَ  فَاَنَّہٗ  غَفُوۡرٌ  رَّحِیۡمٌ

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango Ayat in Urdu

جب تمہارے پاس وہ لوگ آئیں جو ہماری آیات پر ایمان لاتے ہیں تو ان سے کہو   تم پر سلامتی ہے  ۔  تمہارے رب نے رحم و کرم کا شیوہ اپنے اوپر لازم کر لیا ہے  ۔  یہ اس کا رحم و کرم ہی ہے کہ اگر تم میں سے کوئی نادانی کے ساتھ کسی برائی کا ارتکاب کر بیٹھا ہو پھر اس کے بعد توبہ کرے اور اصلاح کر لے تو وہ اسے معاف کر دیتا ہے اور نرمی سے کام لیتا ہے

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango Ayat in Hindi

जब तुम्हारे पास वो लोग आएँ जो हमारी आयतों पर ईमान लाते हैं तो उनसे कहो, “तुम पर सलामती है। तुम्हारे रब ने रहम और करम का रवैया अपने ऊपर लाज़िम कर लिया है। ये उसका रहम और करम ही है कि अगर तुम में से कोई नादानी के साथ कोई बुराई कर बैठा हो, फिर उसके बाद तौबा करे और सुधार कर ले तो वो उसे माफ़ कर देता है और नरमी से काम लेता है।”

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango Ayat In Roman English

Jab tumahray paas woh log aye jo hamari ayaat par imaan laatay hain to un se kaho tum par salamti hai. tumahray rab ne reham o karam ka Shewa apne upar lazim kar liya hai. yeh is ka reham o karam hi hai ke agar tum mein se koi nadani ke sath kisi burai ka irtikaab kar betha ho phir is ke baad tauba kare aur islaah kar le to woh usay maaf kar deta hai aur narmi se kaam Leta hai

Jab Koi Gunah Hojaye To ALLAH Se Maufi Mango Ayat In English

And when those come to you who believe in Our verses, say, "Peace be upon you. Your Lord has decreed upon Himself mercy: that any of you who does wrong out of ignorance and then repents after that and corrects himself - indeed, He is Forgiving and Merciful."

Surah Anam 54

Yeh bhi Padhe:


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare