Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Agar Khane Se Pehle Bismillah Padhna Bhul Jaye To Kaun Si Dua Padhe

Agar aap khana khane bethte hain or apko yaad nahi rehta or aap shuru me Bismillah Nhi padhe hain or aap janna chahte hain Agar Khane Se Pehle Bismillah Padhna Bhul Jaye To Kaun Si Dua padhe. tto aap yeh dua padh sakte hain kyuki yeh DUa RASULULLAH  ﷺ ne hume sikhayi hain.







Bich Khane Me Padhne Ki Dua In Arabic

عَنْ عَائِشَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهَا، ‏‏‏‏‏‏أَنّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ إِذَا أَكَلَ أَحَدُكُمْ فَلْيَذْكُرِ اسْمَ اللَّهِ تَعَالَى، ‏‏‏‏‏‏فَإِنْ نَسِيَ أَنْ يَذْكُرَ اسْمَ اللَّهِ تَعَالَى فِي أَوَّلِهِ، ‏‏‏‏‏‏فَلْيَقُلْ:‏‏‏‏ بِسْمِ اللَّهِ أَوَّلَهُ وَآخِرَهُ .

Bich Khane Me Padhne Ki Dua In Urdu

ام المومنین حضرت عائشہ‬ رضی اللہ عنہا سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ تم میں سے جب کوئی کھانا کھانے لگے تو چاہیے کہ اللہ تعالیٰ کا نام ذکر کرے ‘ اگر شروع میں بھول جائے تو چاہیے کہ یوں کہے بسم الله أوله وآخره ’’ اللہ کے نام سے اس ( کھانے ) کے شروع میں اور آخر میں بھی ۔‘‘

Bich Khane Me Padhne Ki Dua In Hindi

हज़रत आयशा (रज़ि०) से रिवायत है कि रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया:  तुममें से जब कोई खाना खाने लगे तो चाहिये कि अल्लाह तआला का नाम ज़िक्र करे, अगर शुरू में भूल जाए तो चाहिये कि इस तरह कहे: (بسم الله أوله وآخره) 'अल्लाह के नाम से  उस (खाने) के शुरू में और आख़िर में भी।'

Bich Khane Me Padhne Ki Dua In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jab tum mein se koi khaye to ALLAH ka naam le, agar shuru mein ( ALLAH ka naam ) Bismillah bhool jaye to usay yun kehna chahiye Bismillahi Awwal wa Akhir ( is ki ibtida o inteha dono ALLAH ke naam se)

Bich Khane Me Padhne Ki Dua In English

The Messenger of ALLAH ﷺ said: When one of you eats, he should mention ALLAH'S name; if he forgets to mention ALLAH'S name at the beginning, he should say: In the name of ALLAH at the beginning and at the end of it.

Abu Dawood 3767, Sahih

Read Also:







Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab