ALLAH Hi Har Taklif Se Nijat Deta Hain Fir Bhi Shirk Karte Hein Aye Mohammad ﷺ un se pucho, sehraa aur samandar ki tarikio mein kon tumhe khatrao se bachata hai? kon hai jis se tum musibat ke waqt gidh gidha kar aur chupke chupke duayen mangte ho? kis se kehte ho ke agar is bala se tune hum ko bacha liya to hum zaroor shukar guzaar honge ? kaho, ALLAH tumhe is se aur har takleef se nijaat deta hai phir tum doosron ko is ka shareek thehrate ho . Say, "Who rescues you from the darknesses of the land and sea [when] you call upon Him imploring [aloud] and privately, 'If He should save us from this [crisis], we will surely be among the thankful.' " Say, "It is ALLAH who saves you from it and from every distress; then you [still] associate others with Him." Surah Anaam 63,64 Yeh Bhi Padhe ALLAH Hi Har Taklif Se Nijat Deta Hain Fir Bhi Shirk Karte Hein Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Dur For Parents Deen Felane Ki Fazilat Hadis