Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jisne Duniya Kamane Ke lIye Deen Sikha Hadis Number

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha - Jisne Duniya kamane ke liye deen sikha uski hadis.

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Hadis In Arabic

حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا سُرَيْجُ بْنُ النُّعْمَانِ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا فُلَيْحٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي طُوَالَةَ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ مَعْمَرٍ الْأَنْصَارِيِّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ سَعِيدِ بْنِ يَسَارٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏   مَنْ تَعَلَّمَ عِلْمًا مِمَّا يُبْتَغَى بِهِ وَجْهُ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ لَا يَتَعَلَّمُهُ إِلَّا لِيُصِيبَ بِهِ عَرَضًا مِنَ الدُّنْيَا لَمْ يَجِدْ عَرْفَ الْجَنَّةِ يَوْمَ الْقِيَامَةِ  ، ‏‏‏‏‏‏يَعْنِي رِيحَهَا.

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Hadis In Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:  جس شخص نے ایسا علم صرف دنیاوی مقصد کے لیے سیکھا جس سے اللہ تعالیٰ کی خوشنودی حاصل کی جاتی ہے تو وہ قیامت کے دن جنت کی خوشبو تک نہیں پائے گا ۔

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Hadis In Hindi

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jis shakhs ne aisa ilm sirf dunyawi maqsad ke liye sikha jis se ALLAH TA'ALA ki khushnodi haasil ki jati hai to woh qayamat ke din jannat ki khushbu tak nahi paye ga .

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jis shakhs ne aisa ilm sirf dunyawi maqsad ke liye sikha jis se ALLAH TA'ALA ki khushnodi haasil ki jati hai to woh qayamat ke din jannat ki khushbu tak nahi paye ga .

Jisne Duniya Kamane Ke Liye Deen Sikha Hadis In English

Narrated Abu Hurairah: The Prophet ﷺ said: If anyone acquires knowledge of things by which ALLAH'S good pleasure is sought, but acquires it only to get some worldly advantage, he will not experience the arf, i. e. the odour, of Paradise.

Abu Dawood 3664, Sahih

Also Read:

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare