Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Deen Felane Ki Fazilat Hadis

 Deen Felane Ki Fazilat Hadis - Islam ko felane ka kaam nabiyo kaa kaam hain or ise karne me bahut se nabi aaye gaye unhone zulmo sitam saha or humare nabi ﷺ ne bhi is kaam ko karne me bahut zulm saha or apke sahabao ne bhi bahut zulm sahe. Lekin is kaam ko nahi rukane diya or woh 

Deen Felane Ki Fazilat Hadis


Deen Felane Ki Fazilat Hadis Arabic

عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ وَاللَّهِ لَأَنْ يَهْدِيَ اللَّهُ بِهُدَاكَ رَجُلًا وَاحِدًا خَيْرٌ لَكَ مِنْ حُمْرِ النَّعَمِ .

Deen Felane Ki Fazilat Hadis Urdu

اللہ کی ! اللہ عزوجل تیری رہنمائی سے کسی ایک شخص کو بھی راہ حق دکھا دے تو یہ تیرے لیے سرخ اونٹوں سے افضل ہے ۔‘‘

Deen Felane Ki Fazilat Hadis Roman English

Nabi Akram ﷺ ne farmaya : Qasam ALLAH ki, agar teri rahnumai se ALLAH TA'ALA ek aadmi ko bhi Hidayat dede to yeh tere liye surkh oont se ( jo bohat qeemti aur Aziz hotay hain ) behtar hai .

Deen Felane Ki Fazilat Hadis Hindi

 नबी ﷺ ने फ़रमाया :  क़सम अल्लाह की! शानवाला अल्लाह तेरी रहनुमाई से किसी एक शख़्स को भी हक़ का रास्ता दिखा दे तो ये तेरे लिये सुर्ख़ ऊँटों से बेहतर है।

Deen Felane Ki Fazilat Hadis English

The prophet ﷺ as saying: I swear on ALLAH, it will be better for you that ALLAH should give guidance to one man through your agency than that you should acquire the red ones among the camels.

Abu Dawood 3661, Sahih

Also Read:

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare