Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Hi Har Taklif Se Nijat Deta Hain Fir Bhi Shirk Karte Hein

ALLAH Hi Har Taklif Se Nijat Deta Hain Fir Bhi Shirk Karte Hein

ALLAH Hi Har Taklif Se Nijat Deta Hain Fir Bhi Shirk Karte Hein


Aye Mohammad ﷺ un se pucho, sehraa aur samandar ki tarikio mein kon tumhe khatrao se bachata hai? kon hai jis se tum musibat ke waqt gidh gidha kar aur chupke chupke duayen mangte ho? kis se kehte ho ke agar is bala se tune hum ko bacha liya to hum zaroor shukar guzaar honge ?

kaho, ALLAH tumhe is se aur har takleef se nijaat deta hai phir tum doosron ko is ka shareek thehrate ho .

Say, "Who rescues you from the darknesses of the land and sea [when] you call upon Him imploring [aloud] and privately, 'If He should save us from this [crisis], we will surely be among the thankful.' " 

Say, "It is ALLAH who saves you from it and from every distress; then you [still] associate others with Him." 

Surah Anaam 63,64

Yeh Bhi Padhe

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare