Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Dam Karne Mein Koi Harj Nahi Jab Tak Is Mein Shirk Nah Ho .

Dam Mein Koi Harj Nahi Jab Tak Is Mein Shirk Nah Ho .


Hazrat auf bin malik R.A se riwayat hai, kaha : Hum zamana jahliat mein dam kiya karte the hum ne arz ki : ALLAH ke RASUL ﷺ is ke bare mein aap ka kya khayal hai? aap ﷺ ne farmaya : –Apne dam ke kalimaat mere samne paish karo dam mein koi harj nahi jab tak is mein shirk nah ho .! 

Auf bin Malik Ashja'i reported We practised incantation in the pre-Islamic days and we said: ALLAH'S Messenger. what is your opinion about it? He said: Let me know your incantation and said: There is no harm in the incantation which does not smack of polytheism. 

Sahih Muslim 5731

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare