Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Mareez Par Dam Karne Ki Dua

 Mareez Par Dam Karne Ki Dua

Nabi Kareem ﷺ ke paas aa kar Jibrael ne pucha : Aye Mohammad ﷺ ! kya aap bimar hain? farmaya : haan, Jibrail ne kaha :  Bismillahi Arqiyka Min kulli Shayin Yuziyka Min Sharri Kulli Nafsin Wa Ayni Hasidin Bismillahi Arqiyka Wallahu Yashfiyka  Me ALLAH ke naam se aap par dam karta hu har us cheez se jo aap ko aiza pahuncha rahi hai, har nafs ke shar se aur har hasid ki aankh se, mein ALLAH ke naam se aap par dam karta ho, ALLAH aap ko Shifa ataa farmayega“

Jibrael came to the Prophet and said:   O Muhammad ﷺ! Are you suffering?   He said:   Yes.   He said:   In the Name of ALLAH, I recite a prayer (Ruqyah) over you, from the evil of every person and evil eye. In the Name of ALLAH I recite a prayer (Ruqyah) over you, may ALLAH cure you

Bismillahi Arqiyka Min Kulli Shayin Yuziyka Min Sharri Kulli Nafsin Wa Ayni Hasidin Bismillahi Arqiyka Wallahu Yashfiyka

Tirmazi 972 , Sahih.

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare