Hazrat Umar R.A Ka ILM
- Get link
- X
- Other Apps
Hazrat Umar R.A Ka ILM
RASULULLAH ﷺ ne farmaya mein soya huwa tha ke mein ne ek piyala dekha jo mere paas laya gaya. is mein doodh tha. mein ne is mein se piya yahan tak ke mujhe mehsoos huwa ke sirabi mere nakhuno se nikal rahi hai. phir apna bacha huwa doodh mein ne Umar Razi Allah Taala Anho ko dediya. ( hazreen ne ) kaha : ALLAH ke RASUL ﷺ! aap ne is ki kya tabeer farma yi? aap ne farma ya : ILM .
ALLAH'S Messenger ( ﷺ ) said: While I was asleep I saw (in a dream) a cup containing milk being presented to me. I took out of that until I perceived freshness being reflected through my nails. Then I presented the leftover to 'Umar bin Khattab. They said: ALLAH'S Messenger: How do you interpret it? He said: This implies KNOWLEDGE.
Sahih Muslim 6190 , Sahih
#sahaba #hazratumar #umarbinkhattab
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment