Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Iddat Aurat Ke Ahwal Or Kefiyat Ko Dekhte Huee Rakhi Jati Hai.

 Iddat Aurat Ke Ahwal Or Kefiyat Ko Dekhte Huee Rakhi Jati Hai.


Agar kisi Aurat ke shohar ka inteqal hojata hai or unhe haiz aati heto unki iddat 4 mahine 10 din

Agar kisi ki aurat talaq hojati he or unhe haiz aati heto unki iddat 3 haiz tak rahegi.

Agar koi aurat hamal se hai to unki iddat hamal k sath puri hojayegi. Bacha 1 din bad peda ho ya 9 mahine bad peda ho.

Esi Aurat jine haiz nahi ati hai unki iddat 3 mahine rahegi.

#iddat #haiz #talaq #divorce

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare