Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Hazrat Umar R.A ka Deen

 Hazrat Umar R.A ka Deen

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : mein soya huwa tha : mein ne dekha ke log mere samne laye ja rahe hain. unhon ne kamiz pahani hoyi hain, kisi ki kamiz chhati tak pahunchti hai kisi ki is se niche tak pahunchti hai aur Umar bin khitaab Razi Allah Taala Anho guzre to un par jo kamiz hai woh usay ghaseet rahe hain. logo ne arz ki : ALLAH ke RASUL! aap ne is ki kya tabeer farma yi hai? aap ﷺ ne farmaya : DEEN.

ALLAH'S Messenger ( ‌ﷺ ‌ ) as saying: While I was asleep I saw people being presented to me (in a dream) and they wore shirts and some of these reached up to the chest and some even beyond them. Then there happened to pass 'Umar bin. Khattab and his shirt had been trailing. They said: ALLAH'S Messenger, how do you interpret the dream? He said: (As strength of) Faith. 

Sahih Muslim 6189 , Sahih

#sahaba #hazratumar #umarbinkhattab


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare