Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Khana Khane Ke Adab Hadis

Khana Khane Ke Adab Hadis - Assalamualaykum, Dosto islam ek bahut hi pyara mazhab hain jisme ALLAH ne apne pegambar ke zariye hume har chiz sikha di hai khana khane se lekar kapdha pehne or chalne firne tak ki sabhi bate hume bata di, Aaj hum apke liye khane khane ke adab ki hadis lekar aye hain.
Khana Khane Ke Adab Hadis



Khana Khane Ke Adab Hadis In Arabic

حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ سُلَيْمَانَ لُوَيْنٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ سُلَيْمَانَ بْنِ بِلَالٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي وَجْزَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عُمَرَ بْنِ أَبِي سَلَمَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ ادْنُ بُنَيَّ، ‏‏‏‏‏‏فَسَمِّ اللَّهَ وَكُلْ بِيَمِينِكَ وَكُلْ مِمَّا يَلِيكَ .

Khana Khane Ke Adab Hadis In Urdu

حضرت عمر بن ابی سلمہ رضی اللہ عنہ روایت کرتے ہیں ‘ نبی ﷺ نے فرمایا :’’ میرے قریب ہو جاؤ ‘ اللہ کا نام لو ‘ ( بسم الله پڑھو ) دائیں ہاتھ سے کھاؤ اور اپنے سامنے سے کھاؤ ۔‘‘

Khana Khane Ke Adab Hadis In Hindi

हज़रत उमर-बिन-अबी-सलमा (रज़ि०) रिवायत करते हैं, नबी ﷺ ने फ़रमाया :  मेरे क़रीब हो जाओ, अल्लाह का नाम लो, (बिस्मिल्लाह पढ़ो) दाएँ हाथ से खाओ और अपने सामने से खाओ

Khana Khane Ke Adab Hadis In Roman English

Nabi Akram ﷺ ne farmaya : Mere bete! qareeb aa jao aur ALLAH ka naam ( Bismillah kaho ) lo dahine haath se khao, aur apne samne se khao .

Khana Khane Ke Adab Hadis English

The Prophet ﷺ said: Come near, my son, mention ALLAH'S name, eat with your right hand and eat from what is next to you.

Abu Dawood 3777, Sahih

Yeh Bhi Padhe:

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare