Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH TA'ALA qayamat ke din ( rehmat ki nazar se ) nahi dekhe ga

Nabi Akram ﷺ ny farmaya : ”Teen log ese hain jin ki taraf ALLAH TA'ALA qayamat ke din  ( rehmat ki nazar se ) nahi dekhe ga, nah unhe ( gunaaho se ) pak karega, aur un ke liye dard naak azaab ho ga“, hum ny pucha : ALLAH ke RASUL! yeh kon log hain? yeh to nuqsaan aur ghate mein rahe, aap ny farmaya : ”Ahsaan  jatane wala, –Apne tehband ( takhnay se neechay ) latkane wala  aur jhooti qasam ke zareya –apne samaan ko bechne wala.

The Prophet (ﷺ) said:   There are three whom Allah will not look at on the Day of Judgement, nor will He purify them, and theirs is a painful punishment.   We said:   Who are they O Messenger of Allah ? For they have indeed failed and are lost!   He sai:   The Mannan, the one whose Izar hangs (below the ankels) and the one who promotes his merchandise with false oath.  

Tirmizi 1211

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare