Buri Nazar aur Zahreele Jaanwar se bachne ki dua
Ibn Abbas R.A se rivayat hai ki Nabi Kareem ﷺ Hussain wa Hasan R.A ke liye panaah talab kiya karte the aur farmate the ki tumharey buzurg Dada (IBRAHIM Alaihi salam) bhi Ismail aur Isac (A.S) ke liye inhi kalamat ke jariye ALLAH ki panaah maanga karte the.
أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ
Aawuzu bikalimatillahit_tammti
Min kulli shaytaanin wa hama_maatin Wamin kulli aynin Laam_matin
(Main Panaah maangta hun ALLAH ki pure pure kalimat ke jariye, har Shaitan se aur har zahrile janwar se aur har nuksan pahuchane wali nazar-e-bad se.)
The Prophet used to seek Refuge with Allah for Al-Hasan and Al-Husain and say: Your forefather (i.e. Abraham) used to seek Refuge with Allah for Ishmael and Isaac by reciting the following: 'O Allah! I seek Refuge with Your Perfect Words from every devil and from poisonous pests and from every evil, harmful, envious eye.'
Sahih Bukhari 3371
Comments
Post a Comment