Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jannat me Jaane wale Mard aur Aurat

RASULULLAH  ne farmaya : kya mein tumhe Jannat mein jaane wale mardo ke baare mein nah btaau? Nabi jannat mein hai, Siddiq jannat mein hai, shaheed jannat mein hai,bacha jannat mein hai, aur jo shaks shehr ke kisi kone mein-apne bhai se mulakat sirf ALLAH ki raza ke liye karta hai woh jannat mein hai. kya mein tumhe jannat mein jaane wali aurto ke bare mein nah btaau ? har muhabbat karne wali ziyada bache janne wali, jab tum ghusse ho jaao us se narazgi ka izhaar karo( us ka us se shohar ghusse ho jaye) to woh kahe: yeh mera haath aap ke hath mein hai. jab taq aap raazi nahi honge mein surma nahi dalungi.


Silsila tus sahiha #1911

#mard #aurat #shohar #biwi #husband #wife #khawind

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare