Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai to.

Jab koi Biwi apne Shohar ko taklif deti hai to.

Muaz bin jabal (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RASULULLAH ﷺ ne farmaya jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski Biwi Kehti hai: "ALLAH tujhe barbaad Kare usey takleef na de. Ye to tere paas mehman hai. Qareeb hai ke ye tujhe chorh kar hamare paas pahunch jaye.

It is narrated  Mu'adh ibn Jabal said that the Prophet (peace and blessings of ALLAH  be upon him) said: The wife who hurts her husband in this world, his wife from Hur Ain says: Do not harm him, may ALLAH destroy you!  This is your guest, he may leave you soon and come to us.

Silsila tus sahiha 2012
#shohar #biwi #husband #wife

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare