Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Mareez ki Ayadat or shifa ke liye dua

Mareez ki Ayadat or shifa ke liye dua


 RASULULLAH ﷺ jab bimar hote to Jibril Alaihi Salam aapko (in alfaz se) dam karte .

When ALLAH'S Messenger ﷺ fell ill, Gabriel used to recite this:

بِاسْمِ اللَّهِ يُبْرِيكَ وَمِنْ كُلِّ دَاءٍ يَشْفِيكَ وَمِنْ شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ وَشَرِّ كُلِّ ذِي عَيْنٍ

Bismillahi Yubrika, Wa min Kulli Daa-in Yashfiika, Wa min Sharri Hasidin iza hasad, Wa min Sharri kulli Zee Aynin

ALLAH ke naam ke saath jo aapko har beemari se shifa de, har hasad karne wale ki burayee se jab wo hasad kare, aur har nazar lagane wale ki burayee se .

Ps : Arabi me wamin kulla likha aa rha he , lekin asal me wo wamin kulli hai. To aap Roman me jo arabi likhi he wo dua pdhe.

Sahih Muslim 5699

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare