Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye Hadis In Arabic / Arabi

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ مَنْ دُعِيَ فَلْيُجِبْ، ‏‏‏‏‏‏فَإِنْ شَاءَ طَعِمَ وَإِنْ شَاءَ تَرَكَ

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye Hadis In Urdu

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جسے دعوت دی گئی ہو اسے چاہیے کہ قبول کر لے ، پھر اگر چاہے تو کھانا کھا لے اور اگر چاہے تو نہ کھائے ۔‘‘

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye Hadis In Hindi

रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया:  जिसे दावत दी गई हो उसे चाहिये कि क़बूल कर ले, फिर अगर चाहे तो खाना खा ले और अगर चाहे तो न खाए।

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jis ko dawat di jaye usay dawat qubool karni chahiye phir agar chahay to khaye aur chahay to nah khaye .

Jab Koi Dawat De To Use Qubul Karna Chahiye Hadis In English

The Messenger of ALLAH ﷺ as sayings: when one of you is invited to a meal, he must accept. If he wishes he may eat, but if he wishes (to leave), he may leave. 

Abu Dawood 3740 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab