Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jisne Shohar Ki Na Shukri Kari Usne Kufr Kara

Jisne Shohar Ki Na Shukri Kari Usne Kufr Kara

Jisne Shohar Ki Na_Shukri Kari Usne Kufr Kara Hadis In Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ مَسْلَمَةَ ، عَنْ مَالِكٍ ، عَنْ زَيْدِ بْنِ أَسْلَمَ ، عَنْ عَطَاءِ بْنِ يَسَارٍ ، عَنْ ابْنِ عَبَّاسٍ ، قَالَ : قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ :    أُرِيتُ النَّارَ فَإِذَا أَكْثَرُ أَهْلِهَا النِّسَاءُ يَكْفُرْنَ ، قِيلَ : أَيَكْفُرْنَ بِاللَّهِ ، قَالَ : يَكْفُرْنَ الْعَشِيرَ ، وَيَكْفُرْنَ الْإِحْسَانَ لَوْ أَحْسَنْتَ إِلَى إِحْدَاهُنَّ الدَّهْرَ ، ثُمَّ رَأَتْ مِنْكَ شَيْئًا ، قَالَتْ : مَا رَأَيْتُ مِنْكَ خَيْرًا قَطُّ    .

Jisne Shohar Ki Na_Shukri Kari Usne Kufr Kara hadis in Urdu

آنحضرت ﷺ نے فرمایا مجھے دوزخ دکھلائی گئی تو اس میں زیادہ تر عورتیں تھیں جو کفر کرتی ہیں ۔ کہا گیا حضور کیا وہ اللہ کے ساتھ کفر کرتی ہیں ؟ آپ ﷺ نے فرمایا کہ خاوند کی ناشکری کرتی ہیں ۔ اور احسان کی ناشکری کرتی ہیں ۔ اگر تم عمر بھر ان میں سے کسی کے ساتھ احسان کرتے رہو ۔ پھر تمہاری طرف سے کبھی کوئی ان کے خیال میں ناگواری کی بات ہو جائے تو فوراً کہہ اٹھے گی کہ میں نے کبھی بھی تجھ سے کوئی بھلائی نہیں دیکھی ۔

Jisne Shohar Ki Na_Shukri Kari Usne Kufr Kara Hadis in Hindi

नबी करीम (सल्ल०) ने फ़रमाया, मुझे दोज़ख़ दिखलाई गई तो उसमें ज़्यादा तर औरतें थीं जो कुफ़्र करती हैं। कहा गया या रसूलुल्लाह! क्या वो अल्लाह के साथ कुफ़्र करती हैं? आप (सल्ल०) ने फ़रमाया कि शौहर की नाशुक्री करती हैं। और एहसान की नाशुक्री करती हैं। अगर तुम उम्र भर उन में से किसी के साथ एहसान करते रहो। फिर तुम्हारी तरफ़ से कभी कोई उन के ख़याल में नागवारी की बात हो जाए तो फ़ौरन कह उठेगी कि मैंने कभी भी तुझ से कोई भलाई नहीं देखी।

Jisne Shohar Ki Na_Shukri Kari Usne Kufr Kara Hadis In Roman English

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya mujhe dozakh dikhlai gayi to is mein ziyada tar aurtain thi jo kufar karti hain. kaha gaya ya RASULULLAH ! kya woh ALLAH ke sath kufar karti hain? aap ﷺ ne farmaya ke khawind ki na shukri karti hain. aur ahsaan ki na shukri karti hain. agar tum Umar bhar un mein se kisi ke sath ahsaan karte raho. phir tumhari taraf se kabhi koi un ke khayaal mein nagwari ki baat ho jaye to foran keh uthegi ke mein ne kabhi bhi tujh se koi bhalai nahi dekhi .

Jisne Shohar Ki Na_Shukri Kari Usne Kufr Kara Hadis in English

The Prophet said: I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful. It was asked, Do they disbelieve in Allah? (or are they ungrateful to Allah?) He replied, They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you. 

Sahih Bukhari 29

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab