Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya Hadis In Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا أَبُو مُعَاوِيَةَ، ‏‏‏‏‏‏وَوَكِيعٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ الْأَعْمَشِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ تَمِيمِ بْنِ سَلَمَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ هِلَالٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ جَرِيرٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ مَنْ يُحْرَمُ الرِّفْقَ، ‏‏‏‏‏‏يُحْرَمُ الْخَيْرَ كُلَّهُ . 

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya Hadis In Urdu

حضرت جریر بن عبداللہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ‘ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جو شخص نرم خوئی سے محروم ہوا وہ سب بھلائیوں سے محروم ہوا ۔‘‘  

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya Hadis In Hindi

हज़रत जरीर-बिन-अब्दुल्लाह (रज़ि०) से रिवायत है, रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया : जो शख़्स नर्म ख़ूई से महरूम हुआ वो सब भलाइयों से महरूम हुआ।

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya Hadis In Roman English 

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Jo Rafiq ( narmi ) se mahroom kar diya jata hai woh tamam kher se mahroom kar diya jata hai

Jo Narmi Se Mehroom Kar Diya Gaya Hadis In English 

The Prophet ﷺ said: He who is deprived of gentleness is deprived of good. 

Abu Dawood 4809, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare