Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis

 Jab Imam Ameen Kahe To Tum Bhi Aameen Kaho Hadis

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis In Arabic / Arabi

أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ : إِذَا أَمَّنَ الْإِمَامُ فَأَمِّنُوا ، فَإِنَّهُ مَنْ وَافَقَ تَأْمِينُهُ تَأْمِينَ الْمَلَائِكَةِ غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ ، وَقَالَ ابْنُ شِهَابٍ : وَكَانَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ : آمِينَ .

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis In Urdu

رسول اللہ ﷺ نے فرمایا کہ جب امام آمين کہے تو تم بھی آمين کہو ۔ کیونکہ جس کی آمين ملائکہ کی آمین کے ساتھ ہو گئی اس کے تمام گناہ معاف کر دئیے جائیں گے ۔ ابن شہاب نے بیان کیا کہ رسول اللہ ﷺ آمين کہتے تھے ۔

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis In Hindi

रसूलुल्लाह (सल्ल०) ने फ़रमाया कि जब इमाम (आमीन) कहे तो तुम भी (आमीन) कहो। क्योंकि जिसकी (आमीन) फ़रिश्तों के आमीन के साथ हो गई उसके पिछले तमाम गुनाह माफ़ कर दिये जाएँगे। इब्ने-शहाब ने बयान किया कि रसूलुल्लाह (सल्ल०) (आमीन) कहते थे।

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis In Roman English

RASULULLAH  ne farmaya ke : Jab imaam Aameen kahe to tum bhi Aameen kaho kyoki jiski Aameen Malaikh ki Ameen ke sath hogi, uske pichle tamam gunaah mauf kar diye jayege.

Unchi Awaaz Se Ameen Kehne Ki Hadis In English

Narrated Abu Huraira: The Prophet said,   Say Amin   when the Imam says it and if the Amin of any one of you coincides with that of the angels then all his past sins will be forgiven. Ibn Shihab said, ALLAH's Apostle used to Say Amin.

Sahih Bukhari 780 Sahih

Khulasa : (Zehri Namazo mein) Imam ka bualand awaz se (Ameen) kehna masnoon hain aur Ataa Bin Abi Raba R.A se kaha ki Ameen ek Dua hain or Abdullah-Bin-Zubair R.A aur un logo ne jo aap ke piche Namaz padh rahe the. Us zor se Ameen kahi ki masjid gunj uthi aur Hazrat Abu Huraira R.A Imam se keh diya karte the ki Ameen se hume mehrum naa rakhna aur Naafe'a ne kaha ki Ibne Umar R.A Ameen kabhi nahi chodhte aur logo ko us ki targib diya karte the. mene apse iske mutallik ek hadis bhi suni thi.

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare