Padosiyo Ke Huqooq In Islam
Assalamualaykum islam ek bahut pyara mazhab hain jisme har baat ka khyal rakha gaya hain kyuki yeh mazhab kisi insan ne nahi banaya balke maalik e haqiqi ne is mazhab ko banaya hain or woh janta hain ke insan ko kis kanoon ki zarurat hain or usne hume ek ek baat ka huqm apne pegambaro ke zariye diya hain is tarh islam me padosiyo ke bhi haq hain janiye hadis iske baare me kya kehti hain ke jo apne padosi ko takleef deta hain uski saza kya hain.
Padosiyo Ke Huqooq Hadis In Arabic
حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ أَيُّوبَ، وَقُتَيْبَةُ بْنُ سَعِيدٍ، وَعَلِيُّ بْنُ حُجْرٍ، جَمِيعًا عَنْ إِسْمَاعِيلَ بْنِ جَعْفَرٍ، قَالَ ابْنُ أَيُّوبَ: حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيلُ، قَالَ: أَخْبَرَنِي الْعَلَاءُ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللهِ صلَّى الله عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: «لَا يَدْخُلُ الْجَنَّةَ مَنْ لَا يَأْمَنُ جَارُهُ بَوَائِقَهُ»
Padosiyo Ke Huqooq Hadis In Urdu
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس کی ایذا رسانی سے اس کے پڑوسی محفوظ نہ ہوں ، وہ جنت میں نہیں جائے گا ۔‘‘
Padosiyo Ke Huqooq Hadis In Hindi
हज़रत अबू-हुरैरा (रज़ि०) से रिवायत है कि रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया : "जिस की तकलीफ़ से उसके पड़ौसी महफ़ूज़ न हों , वो जन्नत में नहीं जाएगा।"
Padosiyo Ke Huqooq Hadis In Roman English
RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Jis ki aeza rasani se us ke padhsi mehfooz nah hon, woh jannat mein nahi jaye ga.' '
Padosiyo Ke Huqooq Hadis In English
The Messenger of ALLAH (may peace and blessing be upon him) observed: He will not enter Paradise whose neighbour is not secure from his wrongful conduct.
Sahih Muslim 172
Comments
Post a Comment