Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to

𝗝𝗶𝘀 𝗦𝗵𝗮𝗸𝗵𝘀 𝗽𝗮𝗿 𝗤𝗮𝗿𝘇 𝗵𝗼 𝗮𝘂𝗿 𝗪𝗼 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗻𝗲 𝗸𝗶 𝗻𝗶𝘆𝘆𝗮𝘁 𝗿𝗮𝗸𝗵𝘁𝗮 𝗵𝗼 𝘁𝗼

RASULULLAH ﷺ ne farmaya Jis Shakhs par Qarz ho aur Wo ada karne ki niyyat rakhta ho to ALLAH Subhanahu ki taraf se uske saath madad hoti hai aur ALLAH Subhanahu uske liye Rizq ka sabab bana deta hai.

RASULULLAH ﷺ Said the person who has a debt and intends to pay it, then ALLAH Subhanahu will help him, and ALLAH Subhanahu will provide him the source of sustenance

𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮-𝟭𝟲𝟵𝟱-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare