Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Walidein ki taraf se Hajj or Umrah Karna

𝗪𝗮𝗹𝗶𝗱𝗲𝗶𝗻 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗳 𝘀𝗲 𝗛𝗮𝗷𝗷 𝗼𝗿 𝗨𝗺𝗿𝗮𝗵 𝗞𝗮𝗿𝗻𝗮

Banu amir ke ek shaksh ne Kaha , Ya RASULULLAH ﷺ mere walid bahut umar daraz hain wo apney aap na to hajj kar saktey hain na umrah aur na hi wo jabal (mount) par ja saktey hain Aap ﷺ ne farmaya apney Walid ki taraf se Hajj aur umrah karo.

A man of Banu Amir said: Oh Apostle of Allah ﷺ , my father is very old, he cannot perform hajj and umrah himself nor can be ride on a mount. He ﷺ said: Perform hajj and umrah on behalf of your father.

𝗔𝗯𝘂 𝗗𝗮𝘄𝘂𝗱, 𝟭𝟴𝟭𝟬, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare