Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab

𝗠𝗮𝗿𝗵𝘂𝗺 𝗞𝗶 𝗧𝗮𝗿𝗮𝗳 𝗦𝗲 𝗦𝗮𝗱𝗾𝗮 𝗔𝘂𝗿 𝗨𝘀𝗸𝗮 𝗦𝗮𝘄𝗮𝗯

Sad bin 'Ubada Radiallahu anhu ki Maa ka jab inteqal hua to wo unki khidmat mein mojud nahi they unhoney aakar RASULULLAH ﷺ se farmaya, ya RASULULLAH ﷺ meri walida ka jab inteqal hua to main unki khidmat mein hazir nahi tha, agar main koi cheez sadqa karu to us sey unhey fayda pahunch sakta hai Aapﷺ ne farmaya Haan, unhoney kaha main Aapko gawah banata hun mera Makhraf naam ka baag unki taraf se sadqa hai.

Narrated Ibn 'Abbas Radiallahu anhu: The mother of sad bin 'Ubada Radiallahu anhu died in his absence. He said, "O Allah's Apostle ﷺ ! My mother died in my absence; will it be of any benefit for her if I give Sadaqa on her behalf?" The Prophet ﷺ said, "Yes," Sa’d said, "I make you a witness that I gave my garden called Al Makhraf in charity on her behalf."

𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟮𝟳𝟱𝟲

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare