Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Marhum ki taraf se baqi nazar

𝗠𝗮𝗿𝗵𝘂𝗺 𝗸𝗶 𝘁𝗮𝗿𝗮𝗳 𝘀𝗲 𝗯𝗮𝗾𝗶 𝗻𝗮𝘇𝗮𝗿 

Saad bin ubada radi allahu anhu ne RASULULLAH ﷺ se masla pucha aur arz kiya ki Meri maa ka inteqal ho gaya hai aur uskey zimmey ek nazar thi Aap ﷺ ne farmaya uski nazar puri kar de.


Sad bin Ubada consulted Allah's Apostle ﷺ saying, "My mother died and she had an unfulfilled vow." The Prophet said, "Fulfill it on her behalf."

𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟮𝟳𝟲𝟭


Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab