Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Maa achche suluq ki sabse zyada haqdar hai

 𝗠𝗮𝗮 𝗮𝗰𝗵𝗰𝗵𝗲 𝘀𝘂𝗹𝘂𝗾 𝗸𝗶 𝘀𝗮𝗯𝘀𝗲 𝘇𝘆𝗮𝗱𝗮 𝗵𝗮𝗾𝗱𝗮𝗿 𝗵𝗮𝗶

Ek sahabi RASULULLAH ﷺ ki khidmat mein hazir huye aur arz kiya ki ya RASULULLAH ﷺ mere achche suluq ka sabse ziyada haqdar kaun hai ? farmaya ki tumhari Maa, puch ki iskey baad kaun hai ? farmaya tumhari Maa, unhoney phir pucha iskey baad kaun hai ? Aap ﷺ ne phir farmaya tumhari Maa, unhoney pucha ki iskey baad kaun hai Aap ﷺ ne farmay tumharey walid ( father).

A man came to ALLAH's Apostle ﷺ and said, "O ALLAH's Apostle! Who is more entitled to be treated with the best companionship by me?" The Prophet ﷺ said, "Your mother." The man said. "Who is next?" The Prophet said, "Your mother." The man further said, "Who is next?" The Prophet said, "Your mother." The man asked for the fourth time, "Who is next?" The Prophet ﷺ said, "Your father. "
𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵 𝗕𝘂𝗸𝗵𝗮𝗿𝗶, 𝟱𝟵𝟳𝟭, 𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare