Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jis Shakhs Ko Tahajjud Padhne Ki Aadat Ho Or Kabhi Chhut Jaye

 Jis Shakhs Ko Tahajjud Padhne Ki Aadat Ho Or Kabhi Chhut Jaye

RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Jis shakhs ko raat ko Nafil namaz padhne ki aadat ho, phir kisi din us par nind galib aa jaye ( aur woh Nafil namaz na padh sake ) to ALLAH TA'ALA ( us din bhi ) us ( mamool ki ) namaz ka ajar is ke liye likh deta hai aur us ki nind uske liye ( ALLAH TA'ALA ki taraf se ) sadqa ban jati hai.' ' 

The Messenger of ALLAH (ﷺ) said: There is no man who habitually prays at night, then sleep overwhelms him, but ALLAH (SWT) will record for him the reward of his prayer, and his sleep is a charity given to him. 

Sunan Nasai 1785 , Sahih

Niyat Agar Namaz Padhne Ki Karke Soya Or Fir Nahi Padh Paya ... 


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare