Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jo Ye Dua Padega Use Us Din Koi Chiz Nuqsaan Nahi Pahucha Sakti

 Jo Ye Dua Padega Use Us Din Koi Chiz Nuqsaan Nahi Pahucha Sakti


Mein ne Usman Bin Affan R.A kehte hain ke RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”Esa koi shakhs nahi hai jo har roz subah o shaam ko 

بِسْمِ اللَّهِ الَّذِي لَا يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِي الْأَرْضِ وَلَا فِي السَّمَاءِ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ

“ Me us ALLAH ke naam ke zareye se panah mangta ho jis ke naam ki barkt se zameen o aasman ki koi cheez nuqsaan nahi pahuncha sakti, aur woh sunne wala janne wala hai teen baar padhe aur usay koi cheez nuqsaan Nahi Pahuchayegi.

 Aban bin `Uthman said: “I heard `Uthman bin `Affan (ra) saying: ‘The Messenger of ALLAH (ﷺ) said: “There is no worshiper who says, in the morning of every day, and the evening of every night: ‘In the Name of ALLAH, who with His Name, nothing in the earth or the heavens can cause harm, and He is the Hearing, the Knowing (Bismillahi LaziY La Yadur_ru Ma_A_smihi Shayun fil Ardi Wala fis_samai Wahuwa sami ul alim )’ – three times, (except that) nothing shall harm him.”


Tirmazi 3388, Sahih

Har Pareshani se nijat ki dua , balao se bachne ki dua , 


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare