Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Nabi ﷺ Ke Gulam Jo Dozakh Me Gaye

 Nabi ﷺ Ke Gulam Jo Dozakh Me Gaye

Jab aap waadi qura mein pahunch gaye to Madam ko jab ke woh Nabi Kareem ﷺ ka kajawa durust kar raha tha. Ek anjaan teer aa kar laga aur us ki mout ho gayi. logo ne kaha ke jannat usse mubarak ho, lekin Nabi Kareem ﷺ ne farmaya ke hargiz nahi, us zaat ki qasam jis ke haath mein meri jaan hai woh kambal jo us ne taqsem se pehle Khebar ke maal e ganimat mein se chura liya tha, woh us par aag ka angara ban kar phir raha hai. 

when he was in the valley of Al- Qura an arrow was thrown by an unidentified person, struck and killed Mid`am who was making a she-camel of Allah's Apostle kneel down. The people said, Congratulations to him (the slave) for gaining Paradise. Allah's Apostle said, No! By Him in Whose Hand my soul is, for the sheet which he stole from the war booty before its distribution on the day of Khaibar, is now burning over him.

Bukhari 6707 , Sahih chori karna , chor ko saza , nabi ke gulam jinhone chori kari thi

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare