Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

3 Tarah Ke Log Jinki Farz Aur Nifl Ibadatein Qubul Nahi Hongi

 3 Tarah Ke Log Jinki Farz Aur Nifl Ibadatein Qubul Nahi Hongi

RASULULLAH ﷺ) ne farmaya: “Teen Aadmi aise hai jinke Farz aur Nawafil ALLAH Subhanahu Qubul Nahi karega  (Maa Baap ka) Nafarman , Ehsan kar ke jatlane wala aur Taqdeer ko jhutlane wala.’‘
RASULULLAH ﷺ said “ALLAH Subhanahu will not accept the Obligatory and Optional Worship of three people , They are those who disobeys (his parents) , who reminds people of what he has given them and who do not have faith in destiny.“

Silsila Sahiha 1032 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare